Is module mein aap ko blockchain technology ka gehrai mein jaiza faraham kiya jaye ga. Aap janein ge keh taqseem shuda ledger technology kia hoti hai, aik block se kia murad hai, hashing kis tarah kaam karti hai, aur block kis tarah jurhe huye hote hain.